Lyrics for Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
You can sing Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai and many more by Lata Mangeshkar online!
Sing online nowAaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai lyrics
Ho...
kaanton se kheench
ke yeh aanchal
tod ke bandhan
baandhe payal
Ho... koyi na roko
dil ki udaan ko
dil woh chala
aah...
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
Apne hi bas
mein nahi main
dil hai kahin
to hoon kahin main
Ho... apne hi bas
mein nahi main
dil hai kahin
to hoon kahin main
Ho... jaane kya pa
ke meri zindagi ne
hans kar kaha
ha-ha-ha, ha, ha
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
Main hoon gubaar
ya toofan hoon
koyi bataaye
main kahan hoon
Ho... main hoon gubaar
ya toofan hoon
koyi bataaye
main kahan hoon
Ho... dar hai safar
mein kahin kho
na jaaoon main
rasta naya
aah...
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
Kal ke andheron
se nikal ke
dekha hai aankhein
malte malte
Ho... kal ke andheron
se nikal ke
dekha hai aankhein
malte malte
Ho... phool
hi phool zindagi
bahaar hai
tay kar liya
aah...
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
Aaj phir jeene
ki tamanna hai
aaj phir marne
ka irada hai
So happy to have discovered Lucky Voice. We'd never tried karaoke before, but this is so much fun! So many great songs and so easy to use. Love it!
- Jack from London
Easy to set up, entertains the little ones by day and the adults by night.
- Carol from York